khushi se kaanp rahi theen ye ungaliyaan itni delete ho gaya ik shaKHs sev karne men
Related Sher
kuchh to hawa bhi sard thii kuchh tha tira khayal bhi dil ko khushi ke saath saath hota raha malaal bhi
Parveen Shakir
67 likes
man men ek iraada hota hai taabish raja pahle pyaada hota hai taabish maanta hooñ majbooriyaan theen kuchh dikkat thii par vaa'da to vaa'da hota hai taabish
Vishal Singh Tabish
75 likes
juda hue hain bahut log ek tum bhi sahi ab itni baat pe kya zindagi haraam karen
Nasir Kazmi
75 likes
phaile hain qatre os ke ghar men roya hoon man masos ke ghar men maine palken bichaaii theen lekin chaand utara pados ke ghar men
Sandeep Thakur
79 likes
teraa milnaa khushi ki baat sahi tujh se mil kar udaas rehta hooñ
Sahir Ludhianvi
62 likes
More from Fahmi Badayuni
meri pahli nazar lautaa de mujh ko teri jaanib dobaara dekhna hai
Fahmi Badayuni
0 likes
jo mohabbat lutaaya karte the vo taraazu khareed laaye hain
Fahmi Badayuni
10 likes
tasalli de rahe hain chaaragar ko samajh lo haal hai kaisa hamaara
Fahmi Badayuni
14 likes
shah-savaaron ne raushni maangi main ne baisaakhiyaan jala daaliin
Fahmi Badayuni
38 likes
kamra khola to aankh bhar aayi ye jo KHushboo hai jism thii pahle
Fahmi Badayuni
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Fahmi Badayuni.
Similar Moods
More moods that pair well with Fahmi Badayuni's sher.







