der tak hansta raha un par hamaara bachpana tajarbe aa.e the sanjeeda banaane ke li.e
Related Sher
aaj dekha hai tujh ko der ke ba'd aaj ka din guzar na jaa.e kahii
Nasir Kazmi
102 likes
bheegin palken dekh kar tu kyun ruka hai KHush hooñ main vo to meri aankh men kuchh aa gaya hai KHush hooñ main vo kisi ke saath KHush tha kitne dukkh ki baat thii ab mere pahluu men aa kar ro raha hai KHush hooñ main
Zubair Ali Tabish
105 likes
vo kisi ke saath KHush tha kitne dukh ki baat thii ab mere pahluu men aa kar ro raha hai KHush hooñ main
Zubair Ali Tabish
102 likes
vo jhooth bol raha tha bade saleeqe se main etibaar na karta to aur kya karta
Waseem Barelvi
105 likes
mazhab nahin sikhaata aapas men bair rakhna hin dii hain ham watan hai hindostaan hamaara
Allama Iqbal
97 likes
More from Zafar Gorakhpuri
kisi maasoom bacche ke tabassum men utar jaao to shaayad ye samajh paao KHuda aisa bhi hota hai
Zafar Gorakhpuri
4 likes
Uspe patthar kha ke kya beeti zafar dekhega kaun
Zafar Gorakhpuri
7 likes
ek mutthi pyaar us ke paas kaanse be-shumaar vo agar baante bhi to hisse men kya aa jaayega
Zafar Gorakhpuri
7 likes
patthar kaha gaya kabhi sheesha kaha gaya dil jaisi ek cheez ko kya kya kaha gaya
Zafar Gorakhpuri
7 likes
fursat mile to pooch kabhi un ka haal bhi jo log jee rahe hain tere pyaar ke baghair
Zafar Gorakhpuri
9 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Zafar Gorakhpuri.
Similar Moods
More moods that pair well with Zafar Gorakhpuri's sher.







