vo jhooth bol raha tha bade saleeqe se main etibaar na karta to aur kya karta
Related Sher
tum poochho aur main na bataaun aise to haalaat nahin ek zaraa sa dil toota hai aur to koi baat nahin
Qateel Shifai
125 likes
agar hai ishq saccha to nigaahon se bayaañ hogaa zabaan se bolna bhi kya koi izhaar hota hai
Bhaskar Shukla
130 likes
maana ki teri deed ke qaabil nahin hooñ main tu miraa shauq dekh miraa intizaar dekh
Allama Iqbal
296 likes
main jab mar jaaun to meri alag pahchaan likh dena lahu se meri peshaani pe hindustan likh dena
Rahat Indori
125 likes
vo ladkar bhi so jaa.e to uskaa maatha choomun main usse mohabbat ek taraf hai usse jhagda ek taraf
Varun Anand
264 likes
More from Waseem Barelvi
sab ke chehre pe jo tanqeed kiya karte hain aaina un ko dikha do to mazaa aa jaa.e
Waseem Barelvi
13 likes
nazarandaaz karne kii saza deni thii tujh ko tere dil men utar jaana zaroori ho gaya tha
Waseem Barelvi
0 likes
ye mohabbat ka fasana bhi badal jaayega vaqt ke saath zamaana bhi badal jaayega
Waseem Barelvi
45 likes
tujhko socha to pata ho gaya ruswaai ko maine mahfooz samajh rakha tha tanhaaii ko
Waseem Barelvi
45 likes
zaraa sa qatra kahii aaj agar ubharta hai samundron hi ke lehje men baat karta hai
Waseem Barelvi
33 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Waseem Barelvi.
Similar Moods
More moods that pair well with Waseem Barelvi's sher.







