devataaon ka KHuda se hogaa kaam aadmi ko aadmi darkaar hai
Related Sher
hogaa koi aisa bhi ki ghalib ko na jaane shaair to vo achha hai pa badnaam bahut hai
Mirza Ghalib
92 likes
dar hai ghar men kaise bola jaayega chhodo jo bhi hogaa dekha jaayega main bas uskaa chehra padhkar jaaunga meraa paper sabse achha jaayega
Vishal Singh Tabish
84 likes
sach batao ki sach yahii hai kya saans lena hi zindagi hai kya kuchh naya kaam kar nayi ladki ishq karna hai baavli hai kya
Vikram Gaur Vairagi
87 likes
tumhein ham bhi sataane par utar aayen to kya hogaa tumhaara dil dukhaane par utar aayen to kya hogaa ha men badnaam karte phir rahe ho apni mehfil men agar ham sach bataane par utar aayen to kya hogaa
Santosh S Singh
339 likes
vo mujh ko chhod ke jis aadmi ke paas gaya baraabari ka bhi hota to sabr aa jaata
Parveen Shakir
107 likes
More from Firaq Gorakhpuri
bahut dinon men mohabbat ko ye hua maaloom jo tere hijr men guzri vo raat raat hui
Firaq Gorakhpuri
7 likes
tu yaad aaya tere jaur-o-sitam lekin na yaad aa.e mohabbat men ye ma'soomi badi mushkil se aati hai
Firaq Gorakhpuri
16 likes
Barq e fanaa bhi khae jahan thokren firaq
Firaq Gorakhpuri
9 likes
kyun intiha-e-hosh ko kahte hain sahodaar khursheed hi kii aakhiri manzil to raat hai
Firaq Gorakhpuri
2 likes
vo raaton-raat siri-krishna ko uthaaye hue bala ki qaid se basdev ka nikal jaana
Firaq Gorakhpuri
28 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Firaq Gorakhpuri.
Similar Moods
More moods that pair well with Firaq Gorakhpuri's sher.







