dhamka ke bose lunga rukh-e-rashk-e-mah ka chanda vasul hota hai sahab dabav se
Related Sher
ab na nikloonga teri baanhon se apni had men raha karunga main mere seene men hai meraa ustaad isne jo bhi kaha karunga main
Zubair Ali Tabish
55 likes
tumhaara kya bigaara tha jo tumne tod daala hai ye tukde main nahin loonga mujhe phir dil banaa kar do
Asad Ajmeri
41 likes
rukhsaar par hai rang-e-haya ka farogh aaj bose ka naam main ne liya vo nikhar ga.e
Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida
24 likes
main ek thehra hua pul tu bahta dariyaa hai tujhe miloonga to phir toot kar miloonga main
Subhan Asad
34 likes
jab talak pyaar chanda se hota rahe soory taaron kii baanhon men sota rahe jab milan ho hamaara to ho is tarah megh barsa karen pyaar hota rahe
Rakesh Mahadiuree
24 likes
More from Akbar Allahabadi
qaum ke gham men dinner khaate hain hukkaam ke saath ranj lider ko bahut hai magar aaraam ke saath
Akbar Allahabadi
3 likes
daava bahut badaa hai riyaazi men aap ko tool-e-shab-e-firaq ko to naap deejie
Akbar Allahabadi
18 likes
is qadar tha khatmalon ka chaarpaai men hujoom vasl ka dil se mire armaan ruksat ho gaya
Akbar Allahabadi
21 likes
lipt bhi ja na ruk akbar ghazab ki beauty hai nahin nahin pe na ja ye haya ki duty hai
Akbar Allahabadi
23 likes
naaz kya is pe jo badla hai zamaane ne tumhein mard hain vo jo zamaane ko badal dete hain
Akbar Allahabadi
27 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Akbar Allahabadi.
Similar Moods
More moods that pair well with Akbar Allahabadi's sher.







