naaz kya is pe jo badla hai zamaane ne tumhein mard hain vo jo zamaane ko badal dete hain
Related Sher
hosh waalon ko khabar kya be-khu dii kya cheez hai ishq kijeye phir samjhiye zindagi kya cheez hai
Nida Fazli
145 likes
poochte hain vo ki ghalib kaun hai koi batlaao ki ham batlaayein kya
Mirza Ghalib
208 likes
kyuuñ darein zindagi men kya hogaa kuchh na hogaa to tajurba hogaa
Javed Akhtar
156 likes
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
paron ko khol zamaana udaan dekhta hai zameen pe baith ke kya aasmaan dekhta hai
Shakeel Azmi
283 likes
More from Akbar Allahabadi
qaum ke gham men dinner khaate hain hukkaam ke saath ranj lider ko bahut hai magar aaraam ke saath
Akbar Allahabadi
3 likes
dil vo hai ki fariyaad se labreiz hai har vaqt ham vo hain ki kuchh munh se nikalne nahin dete
Akbar Allahabadi
13 likes
daava bahut badaa hai riyaazi men aap ko tool-e-shab-e-firaq ko to naap deejie
Akbar Allahabadi
18 likes
is qadar tha khatmalon ka chaarpaai men hujoom vasl ka dil se mire armaan ruksat ho gaya
Akbar Allahabadi
21 likes
duniya men hooñ duniya ka talabgaar nahin hooñ bazaar se guzra hooñ khareedaar nahin hooñ
Akbar Allahabadi
25 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Akbar Allahabadi.
Similar Moods
More moods that pair well with Akbar Allahabadi's sher.







