dhoka hai ik fareb hai manzil ka har khayal sach poochiye to saara safar waapsi ka hai
Related Sher
baagbaan ham to is khayal ke hain dekh lo phool phool todo mat
Jaun Elia
81 likes
patta patta boota boota haal hamaara jaane hai jaane na jaane gul hi na jaane baagh to saara jaane hai
Meer Taqi Meer
77 likes
us vaqt intizaar ka aalam na poochiye jab koi baar baar kahe aa raha hooñ main
Unknown
57 likes
patta patta boota boota haal hamaara jaane hai jaane na jaane gul hi na jaane baagh to saara jaane hai
Meer Taqi Meer
57 likes
khayal jis ka tha mujhe khayal men mila mujhe sawaal ka javaab bhi sawaal men mila mujhe
Muneer Niyazi
44 likes
More from Rajesh Reddy
doston ka kya hai vo to yuñ bhi mil jaate hain muft roz ik sach bol kar dushman kamaane chaahiyein
Rajesh Reddy
0 likes
vo aftaab laane ka dekar ha men fareb hamse hamaari raat ke jugnoo bhi le gaya
Rajesh Reddy
29 likes
aasmaañ ne band kar leen khidkiyaan ab zameen men uski dilchaspi nahin
Rajesh Reddy
27 likes
nayi laashen bichaane ke li.e hi gadde murde ukhaade ja rahe hain
Rajesh Reddy
30 likes
darwaaze ke andar ik darwaaza aur chhupa hua hai mujh men jaane kya kya aur
Rajesh Reddy
18 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Rajesh Reddy.
Similar Moods
More moods that pair well with Rajesh Reddy's sher.







