dhuup men niklo ghataon men naha kar dekho zindagi kya hai kitabon ko hata kar dekho
Related Sher
hazaaron saal nargis apni be-noori pe roti hai badi mushkil se hota hai chaman men deeda-war paida
Allama Iqbal
207 likes
agar tum ho to ghabraane ki koi baat thodii hai zara si boonda-baan dii hai bahut barsaat thodii hai ye raah-e-ishq hai is men qadam aise hi uthte hain mohabbat sochne waalon ke bas ki baat thodii hai
Abrar Kashif
221 likes
ab main saare jahaan men hooñ badnaam ab bhi tum mujh...ko jaanti ho kya
Jaun Elia
197 likes
isi li.e to sabse zyaada bhaati ho kitne sacche dil se jhoothi qasmen khaati ho
Tehzeeb Hafi
238 likes
teraa chup rahna mere zehan men kya baith gaya itni aawaazen tujhe deen ki gala baith gaya
Tehzeeb Hafi
235 likes
More from Nida Fazli
zindagi ka muqaddar safar-dar-safar aakhiri saans tak be-qaraar aadmi
Nida Fazli
16 likes
us ko ruksat to kiya tha mujhe maaloom na tha saara ghar le gaya ghar chhod ke jaane vaala
Nida Fazli
27 likes
naksha utha ke aur koi shahar dekhiye is shahar men to sab se mulaqaat ho gaii
Nida Fazli
22 likes
ghee misri bhi bhej kabhi akhbaaron men kaii dinon se chaai hai kadvi ya allah
Nida Fazli
24 likes
duniya jise kahte hain jaadu ka khilauna hai mil jaa.e to miTTi hai kho jaa.e to sona hai
Nida Fazli
43 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Nida Fazli.
Similar Moods
More moods that pair well with Nida Fazli's sher.







