dilli kahan gaiin tire kuchon ki raunaqen galiyon se sar jhuka ke guzarne laga huun main
Related Sher
tanhaaii ye tanj kare hai tanhaa kyuuñ hai yaar kahaan hai aage peeche chalne waale
Vishal Singh Tabish
62 likes
ab main samjha tire rukhsaar pe til ka matlab daulat-e-husn pe darbaan bitha rakha hai
Qamar Moradabadi
66 likes
mat se tire sahmat na ho sarkaar hindustan men mat daan kar phir apna mat aise kisi matdaan men
nakul kumar
67 likes
kuchh na rah sakaa jahaan viraaniyaan to rah gaiin tum chale ga.e to kya kahaaniyaan to rah gaiin
Khalil Ur Rehman Qamar
164 likes
kaun-si baat kahaan kaise kahii jaati hai ye saleeqa ho to har baat sooni jaati hai ek bigdi hui aulaad bhala kya jaane kaise maa-baap ke honthon se hañsi jaati hai
Waseem Barelvi
69 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Jan Nisar Akhtar.
Similar Moods
More moods that pair well with Jan Nisar Akhtar's sher.







