door hoon lekin bataa saka hoon un ki bazm men kya hua kya ho raha hai aur kya hone ko hai
Related Sher
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
maine usse pyaar kiya hai milkiiyyat ka daava nai vo jiske bhi saath hai main us..ko bhi apna maanta hooñ
Ali Zaryoun
228 likes
ik hunar hai jo kar gaya hooñ main sab ke dil se utar gaya hooñ main
Jaun Elia
241 likes
main chahta hooñ mohabbat meraa vo haal kare ki KHvaab men bhi dobara kabhi majaal na ho
Jawwad Sheikh
135 likes
nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
201 likes
More from Shakeel Badayuni
be-qaraar karke ha men yuñ na jaaie aapko hamaari qasam laut aaiye
Shakeel Badayuni
12 likes
mujhe to qaid-e-mohabbat azeez thii lekin kisi ne mujh ko giriftaar. kar ke chhod diya
Shakeel Badayuni
11 likes
ab to khushi ka gham hai na gham kii khushi mujhe be-his banaa chuki hai bahut zindagi mujhe
Shakeel Badayuni
16 likes
tire baghair ajab bazm-e-dil ka aalam hai charaaghhh saikdon jalte hain raushni kam hai
Shakeel Badayuni
21 likes
kya khushi men zindagi ka hosh kam rah jaayega gham agar mit bhi gaya ehsaas-e-gham rah jaayega
Shakeel Badayuni
25 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Shakeel Badayuni.
Similar Moods
More moods that pair well with Shakeel Badayuni's sher.







