duniya ke bharam ko kuchh yuñ tod diya maine is baar naseebon ka rukh mod diya maine
Related Sher
log har mod pe ruk ruk ke sambhalte kyun hain itnaa darte hain to phir ghar se nikalte kyun hain mod hota hai jawaani ka sambhalne ke li.e aur sab log yahiin aa ke fisalte kyun hain
Rahat Indori
133 likes
mere aañsu nahin tham rahe ki vo mujhse juda ho gaya aur tum kah rahe ho ki chhodo ab aisa bhi kya ho gaya may-kadon men meri lainein padhte firte hain log maine jo kuchh bhi pee kar kaha falsafa ho gaya
Tehzeeb Hafi
388 likes
uski zulfen udaas ho jaa.e is-qadar roshni bhi theek nahin tumne naaraz hona chhod diya itni naarazgi bhi theek nahin
Fahmi Badayuni
128 likes
sair kar duniya ki ghaafil zindagaani phir kahaan zindagi gar kuchh rahi to ye jawaani phir kahaan
Khwaja Meer Dard
127 likes
kuchh baat hai ki hasti mitati nahin hamaari sadiyon raha hai dushman daur e zamaan hamaara
Allama Iqbal
354 likes
More from Harsh saxena
haasil na kar paaya tujhe main minnaton ke baad bhi ummeed senta se lagana laazmi bhi hai mira
Harsh saxena
1 likes
jaadon ki raatein us par bhi tumse ye judaai baahon ki chhodo hamko haasil nahin rajaai
Harsh saxena
4 likes
vo bhi ik daur tha ki saawan men jhoole padte the ghar ke aangan men
Harsh saxena
4 likes
kisi ko us nazar se is li.e dekha nahin hamne zamaane bhar men tujh jaisi bhala lazzat kahaan hogii
Harsh saxena
4 likes
kuchh is saleeqe se maathe pe usne hont rakhe badan ko chhod ke saari thakan ko choom liya
Harsh saxena
5 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Harsh saxena.
Similar Moods
More moods that pair well with Harsh saxena's sher.







