ek din uskaa jaana tay hi tha yaad hamne nahin kiya number
Related Sher
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
hui muddat ki ghalib mar gaya par yaad aata hai vo har ik baat par kehna ki yuñ hota to kya hota
Mirza Ghalib
149 likes
us..ko fursat nahin milti ki palat kar dekhe ham hi deewane hain deewane bane rahte hain
Waseem Barelvi
151 likes
shaakhon se toot jaayen vo patte nahin hain ham aandhi se koi kah de ki auqaat men rahe
Rahat Indori
435 likes
More from Vijay Anand Mahir
mile to poochna yaaron KHuda se vafaa hoti nahin kyun aadmi se
Vijay Anand Mahir
1 likes
khushi to bas zaraa si rah gayi hai udaasi hi udaasi rah gayi hai badan ki pyaas saari mit gaii par hamaari rooh pyaasi rah gaii hai
Vijay Anand Mahir
1 likes
vaqt ne kuchh aisa ghera kya karen man bahut tha teraa meraa kya karen
Vijay Anand Mahir
2 likes
tumse milkar hamne jaana dil toda bhi ja saka hai
Vijay Anand Mahir
1 likes
ghar khaali hai ro saka hooñ ya'ni KHud ka ho saka hooñ ab तुम,मेरा haath pakad lo main duniya men kho saka hooñ
Vijay Anand Mahir
1 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Vijay Anand Mahir.
Similar Moods
More moods that pair well with Vijay Anand Mahir's sher.







