gham-e-zamaana ne majboor kar diya warna ye aarzoo thii ki bas teri aarzoo karte
Related Sher
rang ki apni baat hai warna aakhirsh KHoon bhi to paani hai
Jaun Elia
148 likes
kya bola mujhe KHud ko tumhaara nahin kehna ye baat kabhi mujhse dobara nahin kehna ye hukm bhi us jaan se pyaare ne diya hai kuchh bhi ho mujhe jaan se pyaara nahin kehna
Ali Zaryoun
116 likes
teraa banta tha ki tu dushman ho apne haathon se khilaaya tha tujhe teri gaali se mujhe yaad aaya kitne taano se bachaaya tha tujhe
Ali Zaryoun
114 likes
bitha diya hai sipaahi ke dil men dar usne talaashi dii hai dupatta utaar kar usne main isliye bhi use khudkushi se rokta hooñ likha hua hai meraa naam jism par usne
Zia Mazkoor
106 likes
ye pyaar teri bhool hai qubool hai main sang hooñ tu phool hai qubool hai tu roothegi to main manaaunga nahin jo rule hai vo rule hai qubool hai
Varun Anand
96 likes
More from Akhtar Shirani
mujhe hai aitibaar-e-waada lekin tumhein KHud e'tibaar aa.e na aa.e
Akhtar Shirani
21 likes
maana ki sab ke saamne milne se hai hijaab lekin vo KHvaab men bhi na aayen to kya karen
Akhtar Shirani
21 likes
palat si gaii hai zamaane ki kaaya naya saal aaya naya saal aaya
Akhtar Shirani
25 likes
kuchh is tarah se yaad aate rahe ho ki ab bhool jaane ko jee chahta hai
Akhtar Shirani
16 likes
KHafaa hain phir bhi aa kar chhed jaate hain tasavvur men hamaare haal par kuchh meherbaani ab bhi hoti hai
Akhtar Shirani
25 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Akhtar Shirani.
Similar Moods
More moods that pair well with Akhtar Shirani's sher.







