ghham-e-zamana ne majbur kar diya varna ye aarzu thi ki bas teri aarzu karte
Related Sher
rang ki apni baat hai warna aakhirsh KHoon bhi to paani hai
Jaun Elia
148 likes
teri KHushiyon ka sabab yaar koi aur hai nadosti mujhse hai aur pyaar koi aur hai na
Ali Zaryoun
253 likes
teri KHushboo ko qaid men rakhna itrdaanon ke bas ki baat nahin
Fahmi Badayuni
79 likes
ja tujhe jaane diya jaanaan meri jaanaan jaan ab tu ho gaii anjaan ho jaise
nakul kumar
88 likes
do gaz sahi magar ye meri milkiiyat to hai ai maut tune mujhe zameendaar kar diya
Rahat Indori
93 likes
More from Akhtar Shirani
mujhe hai aitibaar-e-waada lekin tumhein KHud e'tibaar aa.e na aa.e
Akhtar Shirani
21 likes
maana ki sab ke saamne milne se hai hijaab lekin vo KHvaab men bhi na aayen to kya karen
Akhtar Shirani
21 likes
mit chale meri umeedon ki tarah harf magar aaj tak tere khatoon se tiri KHushboo na gaii
Akhtar Shirani
24 likes
din raat may-kade men guzarti thii zindagi akhtar vo be-khu dii ke zamaane kidhar ga.e
Akhtar Shirani
24 likes
mubarak mubarak naya saal aaya khushi ka samaan saari duniya pe chaaya
Akhtar Shirani
22 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Akhtar Shirani.
Similar Moods
More moods that pair well with Akhtar Shirani's sher.







