ghar men rahte hue ghhairon ki tarah hoti hain ladkiyan dhaan ke paudon ki tarah hoti hain
Related Sher
tumhein ham bhi sataane par utar aayen to kya hogaa tumhaara dil dukhaane par utar aayen to kya hogaa ha men badnaam karte phir rahe ho apni mehfil men agar ham sach bataane par utar aayen to kya hogaa
Santosh S Singh
339 likes
hamaare baad tere ishq men naye ladke badan to choomenge zulfen nahin sanvaarenge
Vikram Gaur Vairagi
333 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
bansi sab sur tyaage hai ek hi sur men baaje hai haal na poochho mohan ka sab kuchh radhe radhe hai
Zubair Ali Tabish
325 likes
hua hi kya jo vo ha men mila nahin badan hi sirf ek raasta nahin ye pehla ishq hai tumhaara soch lo mere li.e ye raasta naya nahin
Azhar Iqbal
298 likes
More from Munawwar Rana
KHaamushi kab cheekh ban jaa.e kise maaloom hai zulm kar lo jab talak ye bezbaani aur hai
Munawwar Rana
0 likes
itni tavakkuat zamaane ko hamse hai utni to umr bhi nahin laaye likha ke ham
Munawwar Rana
30 likes
phir kisi ne lakshmi devi ko thokar maar dii aaj koode daan men phir ek bacchi mil gayi
Munawwar Rana
32 likes
ye sach hai nafraton ki aag ne sab kuchh jala daala magar ummeed ki thandi hawaaein roz aati hain
Munawwar Rana
23 likes
uski taraf se phool bhi aayenge ek roz patthar utha ke choom le isko pehal samajh
Munawwar Rana
32 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Munawwar Rana.
Similar Moods
More moods that pair well with Munawwar Rana's sher.







