gile shikwe zaroori hain agar sacchi muhabbat hai jahaan paani bahut gahra ho thodii kaai rahtii hai
Related Sher
ham vo hain jo KHuda ko bhool ga.e tum meri jaan kis gumaan men ho
Jaun Elia
563 likes
main agar apni jawaani ke suna doon qisse ye jo launde hain mere paanv dabane lag jaa.e
Mehshar Afridi
136 likes
baat karo roothe yaaron se sannaaton se dar jaate hain pyaar akelaa jee leta hai dost akelaa mar jaate hain
Kumar Vishwas
141 likes
ye mat bhoolo ki ye lamhaat ham ko bichhadne ke li.e milva rahe hain
Jaun Elia
143 likes
mujh ko bhi unhin men se koi ek samajh le kuchh masale hote hain na jo hal nahin hote
Ali Zaryoun
126 likes
More from Munawwar Rana
saza kitnii badi hai gaav se baahar nikalne ki main miTTi goondhta tha ab double-roti banata hooñ
Munawwar Rana
19 likes
KHaamushi kab cheekh ban jaa.e kise maaloom hai zulm kar lo jab talak ye bezbaani aur hai
Munawwar Rana
0 likes
duniya bhi jaise taash ke patton ka khel hai joker ke saath rahtii hai raani hi kyuuñ na ho
Munawwar Rana
25 likes
kabhi chaahat pe shak karte hue ye bhi nahin socha tumhaare saath kyuuñ rahte agar achha nahin lagta
Munawwar Rana
28 likes
jo usne likkhe the khat kaapiyon men chhod aa.e ham aaj us..ko badi uljhnon men chhod aa.e
Munawwar Rana
28 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Munawwar Rana.
Similar Moods
More moods that pair well with Munawwar Rana's sher.







