gulaabi hont bhi nazdeek the par hamaare hont ne maatha chhua tha hamaari pyaas bhi sabse alag thii hamaara zabt bhi sabse juda tha
Related Sher
ek dam us ke hont choom li.e ye mujhe baithe baithe kya soojhi
Nasir Kazmi
55 likes
ab dost koi laao mukaabil men hamaare dushman to koi kad ke barabar nahin niklaa
Munawwar Rana
117 likes
tum se badhkar kaun duniya men mere nazdeek hai ik tumhiin to ho ki jiska dil dukha saktaa hooñ main
Shariq Kaifi
55 likes
usne meraa maatha chooma aur waapas jaane ko thii maine bola she'r nahin tu mujh...ko poori ghazal suna
Tanoj Dadhich
55 likes
zaraa sa vaqt jo badla to ham pe hansne lage hamaare kaandhe pe sar rakh ke rone waale log
Kashif Sayyed
56 likes
More from Satya Prakash Soni
meraa batua nahin hota hai khaali teri tasveer ki barkat rahi maa
Satya Prakash Soni
29 likes
nayi duniya banaaunga magar main apni duniya ka KHuda bhi ishq men khoya hua ladka banaaunga
Satya Prakash Soni
32 likes
sukhaai ja rahi hai zulf dhokar ghatta ya'ni nichodhi ja rahi hai
Satya Prakash Soni
31 likes
chitthi likhne men ik muddat lagti hai padhne vaala minaton men padh leta hai
Satya Prakash Soni
38 likes
chat pe cigarette le ke baitha hai chaand bhi beqaraar hai shaayad
Satya Prakash Soni
34 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Satya Prakash Soni.
Similar Moods
More moods that pair well with Satya Prakash Soni's sher.







