hai zindagi kitnii khoobsurat abhii unhen ye pata nahin hai koii bahut pyaar karne vaala jinhen abhii tak mila nahin hai
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
nigaahen fer li ghabra ke maine vo tum se khoobsurat lag rahi thii
Fahmi Badayuni
123 likes
chal gaya hogaa pata ye aapko be-vafa kahte hain ladke aapko ik zaraa se husn par itni akad tu samjhti kya hai apne aapko
Kushal Dauneria
98 likes
manaa bhi loonga gale bhi lagaauñga main ali abhii to dekh raha hooñ use KHafaa kar ke
Ali Zaryoun
99 likes
ye focus padhaai future lagan aur career ki baatein miyaan mas'ala ye hai tumne abhii us ko dekha nahin hai
Ahmad Farhad
59 likes
More from Shabeena Adeeb
laut kar nahin aata kabr se koi lekin pyaar karne waalon ko intzaar rehta hai
Shabeena Adeeb
85 likes
hamesha ik doosre ke haq men dua karenge ye tay hua tha milen ya bichhade magar tumheen se vafaa karenge ye tay hua tha
Shabeena Adeeb
87 likes
jo khandaani raeis hain vo mizaaj rakhte hain narm apna tumhaara lahjaa bataa raha hai tumhaari daulat nayi nayi hai
Shabeena Adeeb
368 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Shabeena Adeeb.
Similar Moods
More moods that pair well with Shabeena Adeeb's sher.







