ham rivayat ko pighla ke 'nushur' ik nae fan ke qarib aa pahunche
Related Sher
door rah kar na karo baat qareeb aa jaao yaad rah jaayegi ye raat qareeb aa jaao
Sahir Ludhianvi
55 likes
faiz thii raah sar-b-sar manzil ham jahaan pahunchen kaamyaab aa.e
Faiz Ahmad Faiz
39 likes
KHaak ko KHaak se milne nahin deti duniya mar bhi jaayen to kafan beech men aa jaata hai
Ameer Imam
39 likes
doori hui to unse qareeb aur ham hue ye kaise faasle the jo badhne se kam hue
Waseem Barelvi
87 likes
zindagi ek fan hai lamhon ko apne andaaz se ganwaane ka
Jaun Elia
85 likes
More from Unknown
zindagi ka har varq ba-shauq padiye ye kitaab ik roz lautaani bhi to hai
0 likes
zindagi bhar yuñ mere dil ko dukhaaya tha bahut qabr par aaya hai vo mujh se muaafi ke li.e
0 likes
udaasi bhi to ik vrat hi hai vo bhi aisa vrat ki hañs lene se bhi jo tootne vaala nahin
0 likes
tumne unko maar giraaya vo bhi to tumko maarenge
0 likes
tum ne meraa yaqeen kiya tha haan yaad aaya nahin kiya tha ashkon ki qabr hai jahaan par maine sajda wahin kiya tha
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Unknown.
Similar Moods
More moods that pair well with Unknown's sher.







