hamaara dard bhi kuchh yuñ ubharta hai ghazal banke kalam se ab utarta hai
Related Sher
log har mod pe ruk ruk ke sambhalte kyun hain itnaa darte hain to phir ghar se nikalte kyun hain mod hota hai jawaani ka sambhalne ke li.e aur sab log yahiin aa ke fisalte kyun hain
Rahat Indori
133 likes
sair kar duniya ki ghaafil zindagaani phir kahaan zindagi gar kuchh rahi to ye jawaani phir kahaan
Khwaja Meer Dard
127 likes
maine jo kuchh bhi socha hua hai main vo vaqt aane pe kar jaaunga tum mujhe zahar lagte ho aur main kisi din tumhein pee ke mar jaaunga
Tehzeeb Hafi
285 likes
ab lagta hai theek kaha tha ghalib ne badhte-badhte dard davaa ho jaata hai
Madan Mohan Danish
131 likes
mujh ko bhi unhin men se koi ek samajh le kuchh masale hote hain na jo hal nahin hote
Ali Zaryoun
126 likes
More from Raunak Karn
yahii to baat hai raunak yahaañ to dard rehta hai yahaañ to yaar teraa aankh bhi akhgar badalta hai
Raunak Karn
0 likes
zamaana dekh lega kaun hain ham vaqt aane par abhii KHud ko jalaenge abhii KHud ko tapaenge abhii to ja rahe hain doob karke maat khaane ko magar ik roz raunaq banke ham bhi laut aayenge
Raunak Karn
0 likes
samajh to hai nahin us..ko kisi majbooriyon ki haan nazar aate kamii vo to sabhi naukar badalta hai
Raunak Karn
0 likes
jo teri marzi pade kar de ata kya dua tu bad-dua dena mujhe shayari achchhii rahe iske li.e tu KHuda ik be-vafa dena mujhe
Raunak Karn
0 likes
hamaari hi nazar us..ko lagii hai pyaar men raunak humeen ab kya karen ham to yahaañ bhar raat jalte hain
Raunak Karn
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Raunak Karn.
Similar Moods
More moods that pair well with Raunak Karn's sher.







