hamare piir 'taqi-mir' ne kaha tha kabhi miyan ye 'ashiqi 'izzat bigad deti hai
Related Sher
mere aañsu nahin tham rahe ki vo mujhse juda ho gaya aur tum kah rahe ho ki chhodo ab aisa bhi kya ho gaya may-kadon men meri lainein padhte firte hain log maine jo kuchh bhi pee kar kaha falsafa ho gaya
Tehzeeb Hafi
388 likes
hamaare baad tere ishq men naye ladke badan to choomenge zulfen nahin sanvaarenge
Vikram Gaur Vairagi
333 likes
ab in jale hue jismoon pe KHud hi saaya karo tumhein kaha tha bataa kar qareeb aaya karo main uske baad mahinon udaas rehta hooñ mazaak men bhi mujhe haath mat lagaaya karo
Tehzeeb Hafi
295 likes
kuchh na rah sakaa jahaan viraaniyaan to rah gaiin tum chale ga.e to kya kahaaniyaan to rah gaiin
Khalil Ur Rehman Qamar
164 likes
ujaale apni yaadon ke hamaare saath rahne dona jaane kis gali men zindagi ki shaam ho jaa.e
Bashir Badr
111 likes
More from Rahat Indori
guzishta saal ke zakhamo hare-bhare rahna juloos ab ke baras bhi yahiin se niklega
Rahat Indori
10 likes
maa ke qadmon ke nishaan hain ki diye raushan hain gaur se dekh yahiin par kahiin jannat hogii
Rahat Indori
35 likes
ye zaroori hai ki aankhoñ ka bharam qaaim rahe neend rakho ya na rakho KHvaab meyari rakho
Rahat Indori
47 likes
kaii dinon se andheron ka bolbala hai charaagh le ke pukaaro kahaan ujaala hai
Rahat Indori
46 likes
us ki yaad aayi hai saanso zaraa aahista chalo dhadkano se bhi ibadat men khalal padta hai
Rahat Indori
37 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Rahat Indori.
Similar Moods
More moods that pair well with Rahat Indori's sher.







