hamne socha tha javaab aayega ek behooda sawaal aaya hai
Related Sher
safar men aakhiri patthar ke baad aayega mazaa to yaar december ke baad aayega
Rahat Indori
121 likes
teraa banta tha ki tu dushman ho apne haathon se khilaaya tha tujhe teri gaali se mujhe yaad aaya kitne taano se bachaaya tha tujhe
Ali Zaryoun
114 likes
ashkon se acharaj aaya hooñ jo aag lagii hai jharne men
nakul kumar
62 likes
hamne socha hai iske baare men kuchh munaafa hai is khasaare men main to khwaabon se tark karta tha kuchh na kuchh baat hai tumhaare men
Vishal Singh Tabish
49 likes
koi aaya na aayega lekin kya karen gar na intizaar karen
Firaq Gorakhpuri
46 likes
More from Dushyant Kumar
aaj sadkon par likhe hain saikron naare na dekh par andhera dekh tu aakaash ke taare na dekh
Dushyant Kumar
26 likes
ye sach hai ki paavon ne bahut kasht uth aa.e par paanv kisi tarah raahon pe to aa.e
Dushyant Kumar
28 likes
yahaañ darakhton ke saa.e men dhoop lagti hai chalo yahaañ se chalen aur umr bhar ke li.e
Dushyant Kumar
17 likes
marna laga rahega yahaan jee to leejie aisa bhi kya parhez zara-si to leejie
Dushyant Kumar
36 likes
jaane kis kis ka khayal aaya hai is samundar men ubaal aaya hai ek bachcha tha hawa ka jhonka saaf paani ko khangaal aaya hai
Dushyant Kumar
35 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Dushyant Kumar.
Similar Moods
More moods that pair well with Dushyant Kumar's sher.







