har ek baat ko chup-chap kyuun suna jaae kabhi to hausla kar ke nahin kaha jaae
Related Sher
ye mujhe chain kyun nahin padta ek hi shaKHs tha jahaan men kya
Jaun Elia
508 likes
ye alag baat ki KHaamosh khade rahte hain phir bhi jo log bade hain vo bade rahte hain
Rahat Indori
484 likes
teri soorat se hai aalam men bahaaron ko sabaat teri aankhoñ ke siva duniya men rakha kya hai
Faiz Ahmad Faiz
401 likes
shaakhon se toot jaayen vo patte nahin hain ham aandhi se koi kah de ki auqaat men rahe
Rahat Indori
435 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
More from Nida Fazli
zindagi ka muqaddar safar-dar-safar aakhiri saans tak be-qaraar aadmi
Nida Fazli
16 likes
us ko ruksat to kiya tha mujhe maaloom na tha saara ghar le gaya ghar chhod ke jaane vaala
Nida Fazli
27 likes
itnaa sach bol ki honton ka tabassum na bujhe raushni khatm na kar aage andhera hogaa
Nida Fazli
27 likes
din saleeqe se ugaa raat thikaane se rahi dosti apni bhi kuchh roz zamaane se rahi
Nida Fazli
33 likes
har aadmi men hote hain das bees aadmi jis ko bhi dekhna ho kaii baar dekhna
Nida Fazli
40 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Nida Fazli.
Similar Moods
More moods that pair well with Nida Fazli's sher.







