har haqeeqat hai ek husn hafiz aur har husn ik haqeeqat hai
Related Sher
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
jo khandaani raeis hain vo mizaaj rakhte hain narm apna tumhaara lahjaa bataa raha hai tumhaari daulat nayi nayi hai
Shabeena Adeeb
368 likes
bansi sab sur tyaage hai ek hi sur men baaje hai haal na poochho mohan ka sab kuchh radhe radhe hai
Zubair Ali Tabish
325 likes
dekho ham koi wahshi nahin deewane hain tumse button khulwane nahin lagwane hain
Varun Anand
300 likes
hua hi kya jo vo ha men mila nahin badan hi sirf ek raasta nahin ye pehla ishq hai tumhaara soch lo mere li.e ye raasta naya nahin
Azhar Iqbal
298 likes
More from Hafeez Banarasi
us dushman-e-wafa ko dua de raha hooñ main meraa na ho sakaa vo kisi ka to ho gaya
Hafeez Banarasi
20 likes
kabhi khird kabhi deewaangi ne loot liya tarah tarah se ha men zindagi ne loot liya
Hafeez Banarasi
24 likes
us se badh kar kiya milega aur inaam-e-junoon ab to vo bhi kah rahe hain apna deewaana mujhe
Hafeez Banarasi
18 likes
chale chaliye ki chalna hi daleel-e-kaamraani hai jo thak kar baith jaate hain vo manzil pa nahin sakte
Hafeez Banarasi
21 likes
kuchh is ke sanwar jaane ki tadbeer nahin hai duniya hai tiri zulf-e-girah-geer nahin hai
Hafeez Banarasi
10 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Hafeez Banarasi.
Similar Moods
More moods that pair well with Hafeez Banarasi's sher.







