hazaaron aandhiyaan toofaan aa.e aur ga.e yaaro charaag-e-rekhta madhham sahi par ab bhi jalta hai
Related Sher
baat karo roothe yaaron se sannaaton se dar jaate hain pyaar akelaa jee leta hai dost akelaa mar jaate hain
Kumar Vishwas
141 likes
ham ko yaaron ne yaad bhi na rakha jaun yaaron ke yaar the ham to
Jaun Elia
185 likes
ungli pakdaao inko to haath milaane lagte hain ek ghazal sun lo to zalim chaar sunaane lagte hain is jeevan men thodii diqqat achchhii hoti hai yaaro khaali sadkon par ham gaadi tez chalaane lagte hain
Tanoj Dadhich
43 likes
hai naaz mujh...ko apni hin dii zabaan pe yaaro hin dii hain ham watan hain ye desh sabse aalaa
Dr Mohsin Khan
55 likes
ham ko yaaron ne yaad bhi na rakha jaun yaaron ke yaar the ham to
Jaun Elia
66 likes
More from Rekhta Pataulvi
rekhta haath men zameen bhi nahin baat karte ho aasmaanon ki
Rekhta Pataulvi
1 likes
mere qusoor vahaañ baat baat par nikle vo kaisi bazm thii gaddaar mo'tabar nikle
Rekhta Pataulvi
1 likes
tha jhoota vaa'da magar etibaar ham ne kiya tamaam raat teraa intzaar ham ne kiya
Rekhta Pataulvi
2 likes
KHuda ne muhafiz banaya hai inko sataayein na foolon ko khaaron se kah do
Rekhta Pataulvi
2 likes
kisne bheegi hui zulfon se ye jhatka paani paani sharmaake hua jaata hai paani paani
Rekhta Pataulvi
2 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Rekhta Pataulvi.
Similar Moods
More moods that pair well with Rekhta Pataulvi's sher.







