ham hote bhi ik kaise phir vo hai jogan paakhan dii main aankhoñ se phir aisa pakda uskaa dil tha aur ban dii main
Related Sher
maana ki teri deed ke qaabil nahin hooñ main tu miraa shauq dekh miraa intizaar dekh
Allama Iqbal
296 likes
tumhein ham bhi sataane par utar aayen to kya hogaa tumhaara dil dukhaane par utar aayen to kya hogaa ha men badnaam karte phir rahe ho apni mehfil men agar ham sach bataane par utar aayen to kya hogaa
Santosh S Singh
339 likes
use kisi se mohabbat thii aur vo main nahin tha ye baat mujhse zyaada use rulaati thii
Ali Zaryoun
361 likes
mar chuka hai dil magar zinda hooñ main zahar jaisi kuchh dawaayein chahiye poochhte hain aap aap achchhe to hain jee main achha hooñ duaaein chahiye
Jaun Elia
302 likes
vo ladkar bhi so jaa.e to uskaa maatha choomun main usse mohabbat ek taraf hai usse jhagda ek taraf
Varun Anand
264 likes
More from Divya 'Kumar Sahab'
ek gubbaare kii qeemat ab pata mujh...ko chali ek gum-sum hai khada aur ek rota ghar gaya
Divya 'Kumar Sahab'
5 likes
dost dekar ke ga.e tohfe men unko ik ghadi phir tatoli jeb aur main waqt dekar aa gaya
Divya 'Kumar Sahab'
5 likes
har jagah bijli giraa toofaan la barsaat kar lad bhale din raat mujhse par musalsal baat kar
Divya 'Kumar Sahab'
4 likes
jab poochne par main kahooñ sab theek hai main theek hooñ bas dekhna tum aankhoñ men aur haal phir se poochna
Divya 'Kumar Sahab'
35 likes
be-wafa jo ho ga.e unko bataana hai mujhe jo na hota haunsla barbaad KHud ko kar liya
Divya 'Kumar Sahab'
34 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Divya 'Kumar Sahab'.
Similar Moods
More moods that pair well with Divya 'Kumar Sahab''s sher.







