be-wafa jo ho ga.e unko bataana hai mujhe jo na hota haunsla barbaad KHud ko kar liya
Related Sher
vo mujh ko chhod ke jis aadmi ke paas gaya baraabari ka bhi hota to sabr aa jaata
Parveen Shakir
107 likes
ye mujhe chain kyun nahin padta ek hi shaKHs tha jahaan men kya
Jaun Elia
508 likes
ek nazar dekhte to jaao mujhe kab kaha hai gale lagao mujhe tumko nuskha bhi likh ke de doonga zakhm to theek se dikhaao mujhe
Zia Mazkoor
95 likes
gunaahgaar ko itnaa pata to hota hai jahaan koii nahin hota KHuda to hota hai
Waseem Barelvi
94 likes
kya khabar kaun tha vo aur meraa kya lagta tha jisse milkar mujhe har shaKHs bura lagta tha
Tehzeeb Hafi
444 likes
More from Divya 'Kumar Sahab'
man kii man men hi bhunane men lage ho haath men jo hai nikalta ja raha hai
Divya 'Kumar Sahab'
0 likes
main bharose ko bachaane par tula hooñ vo bahaanon par utarta ja raha hai
Divya 'Kumar Sahab'
0 likes
manegi is tarah tum dekhna deepaavali apni kahoge haath chhodo bhi pakode jal rahe hain jee
Divya 'Kumar Sahab'
2 likes
ab bhale saadi gulaabi pahno tum saath men bas kaamyaabi pahno tum
Divya 'Kumar Sahab'
19 likes
aaj utre hain holi men bawaal lekar vo bas safed kurtee men rang laal lekar vo gaal kar rahe the bas intizaar unka hi milne aa ga.e khaabo men ghulaal lekar vo
Divya 'Kumar Sahab'
21 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Divya 'Kumar Sahab'.
Similar Moods
More moods that pair well with Divya 'Kumar Sahab''s sher.







