ilm jab hogaa kidhar jaana hai haay tab tak to guzar jaana hai
Related Sher
tumhein ham bhi sataane par utar aayen to kya hogaa tumhaara dil dukhaane par utar aayen to kya hogaa ha men badnaam karte phir rahe ho apni mehfil men agar ham sach bataane par utar aayen to kya hogaa
Santosh S Singh
339 likes
ab zaroori to nahin hai ki vo sab kuchh kah de dil men jo kuchh bhi ho aankhoñ se nazar aata hai main usse sirf ye kahtaa hoon ki ghar jaana hai aur vo maarnay marne pe utar aata hai
Tehzeeb Hafi
285 likes
muddatein guzar gayi hisaab nahin kiyana jaane ab kiske kitne rah ga.e ham
Kumar Vishwas
271 likes
kyuuñ darein zindagi men kya hogaa kuchh na hogaa to tajurba hogaa
Javed Akhtar
156 likes
ye ishq nahin aasaan itnaa hi samajh lijye ik aag ka dariyaa hai aur doob ke jaana hai
Jigar Moradabadi
114 likes
More from Madan Mohan Danish
apni duniya bhi chal pade shaayad ik ruka faisla kiya jaa.e
Madan Mohan Danish
23 likes
patthar pahle KHud ko patthar karta hai uske baad hi kuchh kaarigar karta hai
Madan Mohan Danish
14 likes
kyun zaroori hai kisi ke peechhe peechhe ham chalen jab safar apna hai to apni ravaani chahiye
Madan Mohan Danish
11 likes
meri mujhse nibh to sakti thii magar koi tha jo darmiyaañ aata raha
Madan Mohan Danish
30 likes
kuchh bhi aasaan na tha pahle bhi phir bhi ham khul ke hansa karte the
Madan Mohan Danish
29 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Madan Mohan Danish.
Similar Moods
More moods that pair well with Madan Mohan Danish's sher.







