is dasht pe ehsan na kar ai abr-e-ravan aur jab aag ho nam-khurda to uthta hai dhuan aur
Related Sher
kamre men cigaretteon ka dhuaan aur teri mahak jaise shadeed dhundh men baagon ki sair ho
Umair Najmi
75 likes
ek awaaz pe aa jaati hai daudi daudi dasht-o-sehra-o-bayaaban nahin dekhti hai dosti dosti hoti hai tumhein ilm nahin dosti faayda nuksaan nahin dekhti hai
Aadil Rasheed
51 likes
mujh...ko kis dasht se laai thii kahaan chhod gaii in hawaon se koi poochne vaala bhi nahin
Tehzeeb Hafi
79 likes
hain dafn dil men jo raaz saare milo to tum par ayaan karunga tamaam chaahat tamaam ulfat tamaam hasrat bayaañ karunga hai ek jungle hamaare bheetar jo ik sadi se sulag raha hai KHushi ka chhalaka kabhi jo aañsu bujha ke isko dhuaan karunga
Ashraf Ali
6 likes
shaam bhi thii dhuaan dhuaan husn bhi tha udaas udaas dil ko kaii kahaaniyaan yaad si aa ke rah gaiin
Firaq Gorakhpuri
40 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Himayat Ali Shayar.
Similar Moods
More moods that pair well with Himayat Ali Shayar's sher.







