is ran men jay aur paraajay meri hai tu gaandeev utha kar hamla aage badh
Related Sher
shaakhon se toot jaayen vo patte nahin hain ham aandhi se koi kah de ki auqaat men rahe
Rahat Indori
435 likes
teri soorat se hai aalam men bahaaron ko sabaat teri aankhoñ ke siva duniya men rakha kya hai
Faiz Ahmad Faiz
401 likes
agar tum ho to ghabraane ki koi baat thodii hai zara si boonda-baan dii hai bahut barsaat thodii hai ye raah-e-ishq hai is men qadam aise hi uthte hain mohabbat sochne waalon ke bas ki baat thodii hai
Abrar Kashif
221 likes
hazaaron saal nargis apni be-noori pe roti hai badi mushkil se hota hai chaman men deeda-war paida
Allama Iqbal
207 likes
gale to lagana hai us se kaho abhii lag jaa.e yahii na ho meraa us ke baghair jee lag jaa.e main aa raha hooñ tere paas ye na ho ki kahii teraa mazaak ho aur meri zindagi lag jaa.e
Tehzeeb Hafi
267 likes
More from Divy Kamaldhwaj
rote bacche pooch rahe hain mummy se kitna paani aur milaaya jaayega
Divy Kamaldhwaj
2 likes
aur behtar aur behtar aur behtar ka ye khel mujhse mere she'r ki maasoomiyat le jaayega
Divy Kamaldhwaj
6 likes
hain kuchh hamse muhabbat ke sataaye muhabbat naam se darte hain jaanaan
Divy Kamaldhwaj
26 likes
abhii to she'r kehne hain bahut se abhii to umr hi kya hai hamaari
Divy Kamaldhwaj
16 likes
saari duniya chocolate par marti hai tum mujh par marti ho ye bhi badhiya hai
Divy Kamaldhwaj
28 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Divy Kamaldhwaj.
Similar Moods
More moods that pair well with Divy Kamaldhwaj's sher.







