ishq ne ghalib nikamma kar diya warna ham bhi aadmi the kaam ke
Related Sher
hosh waalon ko khabar kya be-khu dii kya cheez hai ishq kijeye phir samjhiye zindagi kya cheez hai
Nida Fazli
145 likes
hamko maaloom hai jannat ki haqeeqat lekin dil ke KHush rakhne ko ghalib ye khayal achha hai
Mirza Ghalib
489 likes
rang ki apni baat hai warna aakhirsh KHoon bhi to paani hai
Jaun Elia
148 likes
aaj ham dono ko furqat hai chalo ishq karein ishq dono ki zaroorat hai chalo ishq karen
Rahat Indori
143 likes
ye ishq nahin aasaan itnaa hi samajh lijye ik aag ka dariyaa hai aur doob ke jaana hai
Jigar Moradabadi
114 likes
More from Mirza Ghalib
na sataish kii tamannaa na sile kii parwa gar nahin hain mire ashaar men ma'ni na sahi
Mirza Ghalib
11 likes
bedaad-e-ishq se nahin dartaa magar asad jis dil pe naaz tha mujhe vo dil nahin raha
Mirza Ghalib
7 likes
bulbul ke kaarobaar pe hain khandah-ha-e-gul kahte hain jis..ko ishq khalal hai dimaagh ka
Mirza Ghalib
15 likes
aa.e hai bekasi-e-ishq pe rona ghalib kis ke ghar jaayega sailaab-e-bala mere baa'd
Mirza Ghalib
15 likes
dikha ke jumbish-e-lab hi tamaam kar ham kona de jo bosa to munh se kahii javaab to de
Mirza Ghalib
22 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Mirza Ghalib.
Similar Moods
More moods that pair well with Mirza Ghalib's sher.







