itna to bata jaao khafa hone se pahle vo kya karen jo tum se khafa ho nahin sakte
Related Sher
tariqe aur bhi hain is tarah parkha nahin jaata charaaghon ko hawa ke saamne rakha nahin jaata mohabbat faisla karti hai pahle chand lamhon men jahaan par ishq hota hai vahaañ socha nahin jaata
Abrar Kashif
130 likes
log har mod pe ruk ruk ke sambhalte kyun hain itnaa darte hain to phir ghar se nikalte kyun hain mod hota hai jawaani ka sambhalne ke li.e aur sab log yahiin aa ke fisalte kyun hain
Rahat Indori
133 likes
ab uski shaa dii ka qissa na chhedo bas itnaa kah do kaisi lag rahi thii
Zubair Ali Tabish
140 likes
khu dii ko kar buland itnaa ki har taqdeer se pahle KHuda bande se KHud pooche bataa teri raza kya hai
Allama Iqbal
471 likes
hazaar ishq karo lekin itnaa dhyaan rahe ki tum ko pahli mohabbat ki baddua na lage
Abbas Tabish
179 likes
More from Asad Bhopali
na aaya gham bhi mohabbat men saazgaar mujhe vo KHud tadap ga.e dekha jo be-qaraar mujhe
Asad Bhopali
18 likes
ajab andaaz ke shaam-o-sehar hain koi tasveer ho jaise adhuri
Asad Bhopali
19 likes
jab zaraa raat hui aur mah o anjum aa.e baar-ha dil ne ye mehsoos kiya tum aa.e
Asad Bhopali
22 likes
farq itnaa hai ki tu parde men aur main be-hijaab warna main aks-e-mukammal hooñ tiri tasveer ka
Asad Bhopali
16 likes
guncha o gul maah o anjum sab ke sab bekar the aap kya aa.e ki phir mausam suhaana aa gaya
Asad Bhopali
28 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Asad Bhopali.
Similar Moods
More moods that pair well with Asad Bhopali's sher.







