janaaze par mere likh dena yaaron mohabbat karne vaala ja raha hai
Related Sher
hua hi kya jo vo ha men mila nahin badan hi sirf ek raasta nahin ye pehla ishq hai tumhaara soch lo mere li.e ye raasta naya nahin
Azhar Iqbal
298 likes
koi shahar tha jiski ek gali meri har aahat pahchaanti thii mere naam ka ik darwaaza tha ik khidki mujh...ko jaanti thii
Ali Zaryoun
321 likes
vo ladkar bhi so jaa.e to uskaa maatha choomun main usse mohabbat ek taraf hai usse jhagda ek taraf
Varun Anand
264 likes
mat pooch ki kya haal hai meraa tere peeche tu dekh ki kya rang hai teraa mere aage
Mirza Ghalib
180 likes
hazaar ishq karo lekin itnaa dhyaan rahe ki tum ko pahli mohabbat ki baddua na lage
Abbas Tabish
179 likes
More from Rahat Indori
main ahmiyat bhi samajhta hooñ qahqahon kii magar mazaa kuchh apna alag hai udaas hone ka
Rahat Indori
19 likes
ai watan ik roz teri KHaak men kho jaayenge so jaayenge mar ke bhi rishta nahin chhootega hindustan se imaan se
Rahat Indori
18 likes
khayal tha ki ye pathraav rok den chal kar jo hosh aaya to dekha lahu lahu ham the
Rahat Indori
36 likes
guzishta saal ke zakhamo hare-bhare rahna juloos ab ke baras bhi yahiin se niklega
Rahat Indori
10 likes
us ki yaad aayi hai saanso zaraa aahista chalo dhadkano se bhi ibadat men khalal padta hai
Rahat Indori
37 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Rahat Indori.
Similar Moods
More moods that pair well with Rahat Indori's sher.







