javan hone lage jab vo to ham se kar liya parda haya yak-lakht aai aur shabab ahista ahista as she came of age she started to be veiled from me shyness came to her at once, beauty then slowly
Related Sher
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
haar ho jaati hai jab maan liya jaata hai jeet tab hoti hai jab thaan liya jaata hai
Shakeel Azmi
174 likes
hazaar ishq karo lekin itnaa dhyaan rahe ki tum ko pahli mohabbat ki baddua na lage
Abbas Tabish
179 likes
tujhko batlaata magar sharm bahut aati hai teri tasveer se jo kaam liya jaata hai
Tehzeeb Hafi
192 likes
More from Ameer Minai
abhii aa.e abhii jaate ho jal dii kya hai dam le lona chhedoonga main jaisi chahe tum mujh se qasam le lo
Ameer Minai
21 likes
shab-e-visaal bahut kam hai aasmaañ se kaho ki jod de koi tukda shab-e-judaai ka
Ameer Minai
22 likes
vasl ho jaa.e yahiin hashr men kya rakha hai aaj ki baat ko kyun kal pe utha rakha hai
Ameer Minai
25 likes
ameer ab hichakiyaañ aane lagii hain kahii main yaad farmaaya gaya hooñ
Ameer Minai
24 likes
ai zabt dekh ishq kii un ko khabar na ho dil men hazaar dard uthe aankh tar na ho
Ameer Minai
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Ameer Minai.
Similar Moods
More moods that pair well with Ameer Minai's sher.







