jis kuun piv ke hijr ka bairag hai aah ka majlis men us ki raag hai
Related Sher
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
koi shahar tha jiski ek gali meri har aahat pahchaanti thii mere naam ka ik darwaaza tha ik khidki mujh...ko jaanti thii
Ali Zaryoun
321 likes
ab in jale hue jismoon pe KHud hi saaya karo tumhein kaha tha bataa kar qareeb aaya karo main uske baad mahinon udaas rehta hooñ mazaak men bhi mujhe haath mat lagaaya karo
Tehzeeb Hafi
295 likes
ya'ni ki ishq apna mukammal nahin hua gar main tumhaare hijr men paagal nahin hua vo shakhs saalon baad bhi kitna haseen hai vo rang canvas pe kabhi dal nahin hua
Kushal Dauneria
64 likes
maang sindoor bharii haath hinaai karke roop joban ka zaraa aur nikhar aayega jiske hone se meri raat hai raushan raushan chaand men aaj vahii aks nazar aayega
Azhar Iqbal
67 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Siraj Aurangabadi.
Similar Moods
More moods that pair well with Siraj Aurangabadi's sher.







