jiska taara tha vo aañkhen so gaii hain ab kahaan karta hai mujh par naaz koi
Related Sher
agar tum ho to ghabraane ki koi baat thodii hai zara si boonda-baan dii hai bahut barsaat thodii hai ye raah-e-ishq hai is men qadam aise hi uthte hain mohabbat sochne waalon ke bas ki baat thodii hai
Abrar Kashif
221 likes
main agar apni jawaani ke suna doon qisse ye jo launde hain mere paanv dabane lag jaa.e
Mehshar Afridi
136 likes
baat karo roothe yaaron se sannaaton se dar jaate hain pyaar akelaa jee leta hai dost akelaa mar jaate hain
Kumar Vishwas
141 likes
ye shahar-e-ajnabi men ab kise ja kar bataayen ham kahaan ke rahne waale hain kahaan ki yaad aati hai
Ashu Mishra
117 likes
sair kar duniya ki ghaafil zindagaani phir kahaan zindagi gar kuchh rahi to ye jawaani phir kahaan
Khwaja Meer Dard
127 likes
More from Aalok Shrivastav
ghar men jheene rishte maine laakhon baar udhadte dekhe chupke chupke kar deti hai jaane kab turpaai amma
Aalok Shrivastav
21 likes
ab to KHud apne KHoon ne bhi saaf kah diya main aapka rahunga magar umr bhar nahin
Aalok Shrivastav
27 likes
nazdeeki akshar doori ka kaaran bhi ban jaati hai soch-samajh kar ghulna-milna apne rishte-daaron men
Aalok Shrivastav
34 likes
pichhle baras bhi hamne kalaaee sajaai thii raakhi ke dhaage aaj bhi kacche nahin pade
Aalok Shrivastav
34 likes
dilon ki baatein dilon ke andar zaraa si zid se dabii hui hain vo sunna chahein zubaan se sab kuchh main karna chaahoon nazar se batiyaan ye ishq kya hai ye ishq kya hai ye ishq kya hai ye ishq kya hai sulagti saansen tarasti aañkhen machalti roohen dhadkati chhatiyaan
Aalok Shrivastav
30 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Aalok Shrivastav.
Similar Moods
More moods that pair well with Aalok Shrivastav's sher.







