jo asman ki bulandi ko chhune vaala tha vahi minara zamin par dhadam se aaya
Related Sher
ye kis ne baagh se us shaKHs ko bula liya hai parind ud ga.e pedon ne munh banaa liya hai use pata tha main choone men vaqt leta hooñ so us ne vasl ka doraaniya badha liya hai
Tehzeeb Hafi
110 likes
jo toofaanon men palte ja rahe hain vahii duniya badalte ja rahe hain
Jigar Moradabadi
97 likes
tumhaari aankhoñ ki tauheen hai zara socho tumhaara chaahne vaala sharaab peeta hai
Munawwar Rana
123 likes
vo jispar uski rahmat ho vo daulat maangtaa hai kya mohabbat karne vaala dil mohabbat maangte hai kya tumhaara dil kahe jab bhi ujaala ban ke aa jaana kabhi ugta hua suraj izazat maangtaa hai kya
Ankita Singh
98 likes
janaaze par mere likh dena yaaron mohabbat karne vaala ja raha hai
Rahat Indori
125 likes
More from Jamal Ehsani
vo intiqaam kii aatish thii mere seene men mila na koii to khud ko pachaad aaya hooñ
Jamal Ehsani
0 likes
aankhoñ se ab vo KHvaab ko nisbat nahin rahi ik umr ho gaii ye samundar kharaab hai
Jamal Ehsani
0 likes
aagaah main charaaghh jalate hi ho gaya duniya mire hisaab se badh kar kharaab hai
Jamal Ehsani
0 likes
na vo haseen na main khoob-roo magar ik saath hamen jo dekh le vo dekhta hi rah jaa.e
Jamal Ehsani
0 likes
ye gham nahin hai ki ham dono ek ho na sake ye ranj hai ki koi darmiyaan men bhi na tha
Jamal Ehsani
37 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Jamal Ehsani.
Similar Moods
More moods that pair well with Jamal Ehsani's sher.







