jo she'r samjhe mujhe daad vaad deta rahe gale lagaaye jise gham samajh men aa jaa.e
Related Sher
main kya kahooñ ke mujhe sabr kyun nahin aata main kya karoon ke tujhe dekhne ki aadat hai
Ahmad Faraz
118 likes
tu jo har roz naye husn pe mar jaata hai tu bataaega mujhe ishq hai kya jaane de
Ali Zaryoun
119 likes
kitna mahfooz hooñ main kone men koi archan nahin hai rone men maine us..ko bacha liya varna doob jaata mujhe dubone men
Fahmi Badayuni
98 likes
main saansen tak luta saktaa hooñ uske ek ishaare par magar vo mere har vaade ko sarkaari samajhta hai
Rahat Indori
97 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
More from Balmohan Pandey
sukhanfahmon ki bastii men sukhun ki zindagi kam hai jahaan shaair ziyaada hain wahaan par shaayri kam hai main jugnoo hooñ ujaale men bhala kya ahmiyat meri vahaañ le jaaie mujh...ko jahaan par raushni kam hai
Balmohan Pandey
40 likes
tumhein pata hai jinhen tum KHuda samjhte ho tumhaare sochne aur bolne se darte hain
Balmohan Pandey
43 likes
ham hain rahe-ummeed se bilkul pare pare ab intzaar aapka koi kare kare maine to yuñ hi apni tabiyat sunaai thii tum to lagin safaaiyaan dene are are
Balmohan Pandey
54 likes
vo meri duniya ka hissa thii meri duniya nahin ik shajar katne se zakan veeraan ho jaayega kya
Balmohan Pandey
47 likes
haaye vo ishq chhupaane ke zamaane mohan yaad aata hai galat naam se number rakhna
Balmohan Pandey
56 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Balmohan Pandey.
Similar Moods
More moods that pair well with Balmohan Pandey's sher.







