jo zakham dard ki taawil ban ke aaya tha vo goya sabr ki takmeel ban ke aaya tha tha azzm to meraa ashaabe-feel sa lekin meraa naseeb abaabeel ban ke aaya tha
Related Sher
tu kisi aur hi duniya men mili thii mujhse tu kisi aur hi mausam ki mahak laai thii dar raha tha ki kahii zakham na bhar jaayen mere aur tu mutthiyaan bhar-bhar ke namak laai thii
Tehzeeb Hafi
331 likes
ab in jale hue jismoon pe KHud hi saaya karo tumhein kaha tha bataa kar qareeb aaya karo main uske baad mahinon udaas rehta hooñ mazaak men bhi mujhe haath mat lagaaya karo
Tehzeeb Hafi
295 likes
dard muhabbat tanhaaii hai ladkon men kisne afwaah failaai hai ladkon men ik dooje se kate kate se rahte hain kya koi ladki aayi hai ladko men
Rohit Gustakh
63 likes
be-naam sa ye dard thehar kyun nahin jaata jo beet gaya hai vo guzar kyun nahin jaata
Nida Fazli
62 likes
parvaton ko zakhm gehre de diye hain paaniyon se pattharon par vaar kar ke
nakul kumar
69 likes
More from Wajid Husain Sahil
yuñ in aankhoñ ko tadapne ki saza dii usne apni tasveer hi dp se hata dii usne
Wajid Husain Sahil
1 likes
kaisi ab saalgirah kaisi badhaai logon vo jo bichhda to meri umr ghatta dii usne
Wajid Husain Sahil
1 likes
vo haathon se nikalte ja rahe hain jinhen sar pe bithaana chahta hoon
Wajid Husain Sahil
1 likes
is qadar sakht zalim thii uski nazar saare taweez o dam beasar hi rahe
Wajid Husain Sahil
1 likes
sabr aane kii der hai varna tu bhi dil se utar hi jaayega
Wajid Husain Sahil
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Wajid Husain Sahil.
Similar Moods
More moods that pair well with Wajid Husain Sahil's sher.







