jang ya muhabbat men hai agar jo sab jaayaz qatl karte ham unka shayari nahin karte
Related Sher
hazaaron saal nargis apni be-noori pe roti hai badi mushkil se hota hai chaman men deeda-war paida
Allama Iqbal
207 likes
agar tum ho to ghabraane ki koi baat thodii hai zara si boonda-baan dii hai bahut barsaat thodii hai ye raah-e-ishq hai is men qadam aise hi uthte hain mohabbat sochne waalon ke bas ki baat thodii hai
Abrar Kashif
221 likes
zaraa thehro ki shab feeki bahut hai tumhein ghar jaane kii jal dii bahut hai zaraa nazdeek aakar baith jaao tumhaare shahar men sar dii bahut hai
Zubair Ali Tabish
173 likes
ab main saare jahaan men hooñ badnaam ab bhi tum mujh...ko jaanti ho kya
Jaun Elia
197 likes
ghar men bhi dil nahin lag raha kaam par bhi nahin ja raha jaane kya KHauf hai jo tujhe choom kar bhi nahin ja raha raat ke teen bajne ko hai yaar ye kaisa mahboob hai jo gale bhi nahin lag raha aur ghar bhi nahin ja raha
Tehzeeb Hafi
294 likes
More from Kuldeep Tripathi KD
ishq hai jaane kya kya sikha deta hai pahle lagta tha pankha hawa deta hai doosre ishq se hamne samjha yahii zakhm marham se KHud hi mila deta hai
Kuldeep Tripathi KD
0 likes
hui ghalti yahii kah kar vo lahjaa bhool jaate hain chadha lo sar jinhen akshar vo lahjaa bhool jaate hain darkhton ko diya paani bujhaai pyaas bhi unki magar barsaat ko paakar vo lahjaa bhool jaate hain
Kuldeep Tripathi KD
0 likes
kya hua hai agar ye agar ho raha ishq men ek ladka nidar ho raha jabse padhne laga hooñ main aañkhen teri ab syllabus bhi meraa kavar ho raha
Kuldeep Tripathi KD
1 likes
november do diya tha hijr ka tohfa usii taarikh ko maatam manaata hooñ
Kuldeep Tripathi KD
8 likes
raakhiyaan jab dekhta hooñ sochta hooñ ik behn deta magar deta KHuda tu
Kuldeep Tripathi KD
7 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Kuldeep Tripathi KD.
Similar Moods
More moods that pair well with Kuldeep Tripathi KD's sher.







