junun ko hosh kahan ehtimam-e-ghharat ka fasad jo bhi jahan men hua khirad se hua
Related Sher
sair kar duniya ki ghaafil zindagaani phir kahaan zindagi gar kuchh rahi to ye jawaani phir kahaan
Khwaja Meer Dard
127 likes
hosh waalon ko khabar kya be-khu dii kya cheez hai ishq kijeye phir samjhiye zindagi kya cheez hai
Nida Fazli
145 likes
ye shahar-e-ajnabi men ab kise ja kar bataayen ham kahaan ke rahne waale hain kahaan ki yaad aati hai
Ashu Mishra
117 likes
vo dulhan ban ke ruksat ho gaii hai kahaan tak car ka peecha karoge
Zubair Ali Tabish
117 likes
kitaab film safar ishq shayari aurat kahaan kahaan na gaya KHud ko dhoondhta hua main
Jawwad Sheikh
109 likes
More from Iqbal Azeem
ha men apne ghar se chale hue sar-e-raah umr guzar gaii koii justuju ka sila mila na safar ka haq hi ada hua
Iqbal Azeem
10 likes
qaateel ne kis safaai se dhoi hai aasteenus ko khabar nahin ki lahu bolta bhi hai
Iqbal Azeem
10 likes
apne markaz se agar door nikal jaaoge KHvaab ho jaaoge afsaano men dhal jaaoge hum-safar dhoondo na rahbar ka sahaara chaaho thokren khaaoge to KHud hi sambhal jaaoge
Iqbal Azeem
10 likes
ab ham bhi sochte hain ki bazaar garm hai apna zameer bech ke duniya khareed len
Iqbal Azeem
11 likes
aadmi jaan ke khaata hai mohabbat men fareb khud-farebi hi mohabbat ka sila ho jaise
Iqbal Azeem
11 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Iqbal Azeem.
Similar Moods
More moods that pair well with Iqbal Azeem's sher.







