kaam ke bojh tale dab ga.e to samjhe ham log kyun chaah ke bhi dil ka nahin kar paate
Related Sher
ye alag baat ki KHaamosh khade rahte hain phir bhi jo log bade hain vo bade rahte hain
Rahat Indori
484 likes
le de ke apne paas faqat ik nazar to hai kyun dekhen zindagi ko kisi ki nazar se ham
Sahir Ludhianvi
174 likes
kitne aish se rahte honge kitne itraate honge jaane kaise log vo honge jo us ko bhaate honge
Jaun Elia
206 likes
meri tanhaaii dekhenge to hairat hi karenge log mohabbat chhod denge ya mohabbat hi karenge log
Ismail Raaz
134 likes
itni milti hai mirii ghazalon se soorat teri log tujh ko mira mahboob samjhte honge
Bashir Badr
112 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Jangveer Singh Rakesh.
Similar Moods
More moods that pair well with Jangveer Singh Rakesh's sher.







