aakhir kab tak adeeb eik naakaara aadmi samjha jaayega. kab tak shaaer ko eik gappein haankne waala mutasawwar kiya jaayega, kab tak hamaare literature par chan khud-gharaz aur hawas-parast logon ki hukmuraani rahegi. kab tak?
Related Sher
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
ab main samjha tire rukhsaar pe til ka matlab daulat-e-husn pe darbaan bitha rakha hai
Qamar Moradabadi
66 likes
kya galat-fahmi men rah jaane ka sadma kuchh nahin vo mujhe samjha to saka tha ki aisa kuchh nahin ishq se bach kar bhi banda kuchh nahin hota magar ye bhi sach hai ishq men bande ka bachta kuchh nahin
Tehzeeb Hafi
306 likes
rang ki apni baat hai warna aakhirsh KHoon bhi to paani hai
Jaun Elia
148 likes
aadmi desh chhode to chhode ali dil men aap men hua ghar nahin chhodta ek main hooñ ki neende nahin aa rahi ek tu hai ki bistar nahin chhodta
Ali Zaryoun
124 likes
More from Saadat Hasan Manto
ye hawaon ki sangat ka phal tha ki ab aaine men nahin dikhta meraa badan
0 likes
tu zyaada mat ho pareshaan sabr kar thoda KHuda ki zaat pe hamko yaqeen hai behad
0 likes
ummeed to thii ki din badlenge apne kabhi din aise badle ki ab ummeed tak bhi nahin
0 likes
vo to dil jaisa dhadakta hai mere seene men dam nikal jaayega jab door chala jaayega
0 likes
ye chand be-jaan se hi ashaar hain mire pyaar ke KHaatir mirii ghazal ek bewa ke aañsuon men is tarah doobi hai
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Saadat Hasan Manto.
Similar Moods
More moods that pair well with Saadat Hasan Manto's sher.







