kab tak yaqin ishq hamen khud na aaega kab tak makan ka haal kahenge makin se ham
Related Sher
khu dii ko kar buland itnaa ki har taqdeer se pahle KHuda bande se KHud pooche bataa teri raza kya hai
Allama Iqbal
471 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
tumhein ham bhi sataane par utar aayen to kya hogaa tumhaara dil dukhaane par utar aayen to kya hogaa ha men badnaam karte phir rahe ho apni mehfil men agar ham sach bataane par utar aayen to kya hogaa
Santosh S Singh
339 likes
hazaar ishq karo lekin itnaa dhyaan rahe ki tum ko pahli mohabbat ki baddua na lage
Abbas Tabish
179 likes
agar hai ishq saccha to nigaahon se bayaañ hogaa zabaan se bolna bhi kya koi izhaar hota hai
Bhaskar Shukla
130 likes
More from Saba Akbarabadi
ghalat-fahmiyon men jawaani guzaari kabhi vo na samjhe kabhi ham na samjhe
Saba Akbarabadi
0 likes
sau baar jis ko dekh ke hairaan ho chuke jee chahta hai phir use ik baar dekhna
Saba Akbarabadi
0 likes
aap ke lab pe aur vafaa kii qasam kya qasam khaai hai KHuda kii qasam
Saba Akbarabadi
0 likes
ik roz cheen legi humeen se zameen ha men chiineñge kya zameen ke khaazane zameen se ham
Saba Akbarabadi
0 likes
apne jalne men kisi ko nahin karte hain shareek raat ho jaa.e to ham shama' bujha dete hain
Saba Akbarabadi
6 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Saba Akbarabadi.
Similar Moods
More moods that pair well with Saba Akbarabadi's sher.







