kabhi kanghi kabhi clipe kabhi sampoo kabhi saabun are ab yaar kitna hi yahaañ kharcha utar aaya
Related Sher
ye kabhi milne chale aayenge sadiyon baad bhi waqt ke pannon men kuchh lamhaat rakhkar dekhiye
nakul kumar
62 likes
cigarette ki shakl men kabhi chaai ki shakl men ik pyaas hai ki jis..ko piye ja rahe hain ham
Ameer Imam
62 likes
kya bola mujhe KHud ko tumhaara nahin kehna ye baat kabhi mujhse dobara nahin kehna ye hukm bhi us jaan se pyaare ne diya hai kuchh bhi ho mujhe jaan se pyaara nahin kehna
Ali Zaryoun
116 likes
muhabbat men samajhdari se akshar kaam lete hain kahii mahboob vo kahte kahii vo naam lete hain machalta hai kabhi jo dil karen baatein nigaahon se izazat dhadkane detiin vo dil ko thaam lete hain
Rohit Gustakh
56 likes
kabhi to kosate honge safar ko kabhi jab yaad karte honge ghar ko nikal padti hain aulaaden kamaane parinde khol hi lete hain par ko
Siddharth Saaz
56 likes
More from Raunak Karn
zameen bhi sookh jaati hai hamaare hi dilon ki yuñ ha men dekhe taras to phir taras ko bhi taras aa.e
Raunak Karn
0 likes
zaKHm to qeemti nemat hai tu ye maana kar zaKHm seene se lagaayega to chhaa jaayega jab nahin karta hai kuchh to hai tu itnaa aalaa KHud ko paagal jo banaayega to chhaa jaayega
Raunak Karn
0 likes
zamaana dekh lega kaun hain ham vaqt aane par abhii KHud ko jalaenge abhii KHud ko tapaenge abhii to ja rahe hain doob karke maat khaane ko magar ik roz raunaq banke ham bhi laut aayenge
Raunak Karn
0 likes
yahii to baat hai raunak yahaañ to dard rehta hai yahaañ to yaar teraa aankh bhi akhgar badalta hai
Raunak Karn
0 likes
hamaara dard bhi kuchh yuñ ubharta hai ghazal banke kalam se ab utarta hai
Raunak Karn
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Raunak Karn.
Similar Moods
More moods that pair well with Raunak Karn's sher.







