'kaif' pardes men mat yaad karo apna makan ab ke barish ne use tod giraya hoga
Related Sher
hamaare baad tere ishq men naye ladke badan to choomenge zulfen nahin sanvaarenge
Vikram Gaur Vairagi
333 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
tumhein ham bhi sataane par utar aayen to kya hogaa tumhaara dil dukhaane par utar aayen to kya hogaa ha men badnaam karte phir rahe ho apni mehfil men agar ham sach bataane par utar aayen to kya hogaa
Santosh S Singh
339 likes
jo khandaani raeis hain vo mizaaj rakhte hain narm apna tumhaara lahjaa bataa raha hai tumhaari daulat nayi nayi hai
Shabeena Adeeb
368 likes
use kisi se mohabbat thii aur vo main nahin tha ye baat mujhse zyaada use rulaati thii
Ali Zaryoun
361 likes
More from Kaif Bhopali
thoda sa aks chaand ke paikar men daal de tu aa ke jaan raat ke manzar men daal de
Kaif Bhopali
26 likes
ye daadhiyaan ye tilakdhaariyaan nahin chaltiin hamaare ahd men makkaariyaan nahin chaltiin qabeele waalon ke dil jodiye mere sardaar saroon ko kaat ke sardaariyaan nahin chaltiin
Kaif Bhopali
22 likes
kaun aayega yahaañ koi na aaya hogaa meraa darwaaza hawaon ne hilaaya hogaa
Kaif Bhopali
32 likes
maa ki aaghosh men kal maut ki aaghosh men aaj ham ko duniya men ye do vaqt suhaane se mile
Kaif Bhopali
28 likes
zindagi shaayad isee ka naam hai dooriyaan majbooriyaan tanhaaiyaan
Kaif Bhopali
50 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Kaif Bhopali.
Similar Moods
More moods that pair well with Kaif Bhopali's sher.







