kal to nikla tha bahut saj-dhaj ke aaj lauta to nidhal aaya hai
Related Sher
agar tum ho to ghabraane ki koi baat thodii hai zara si boonda-baan dii hai bahut barsaat thodii hai ye raah-e-ishq hai is men qadam aise hi uthte hain mohabbat sochne waalon ke bas ki baat thodii hai
Abrar Kashif
221 likes
juda hue hain bahut log ek tum bhi sahi ab itni baat pe kya zindagi haraam karen
Nasir Kazmi
75 likes
kabootar ishq ka utre to kaise tumhaari chat pe nigraani bahut hai iraada kar liya gar khudkushi ka to KHud ki aankh ka paani bahut hai
Kumar Vishwas
93 likes
kyuuñ likhoon zulfo-lab-o-rukhsaar pe nag men bahut pyaar kii pahli nazar ruswaaiyaan hi kyuuñ likhoon
nakul kumar
75 likes
ab dost koi laao mukaabil men hamaare dushman to koi kad ke barabar nahin niklaa
Munawwar Rana
117 likes
More from Dushyant Kumar
yahaañ darakhton ke saa.e men dhoop lagti hai chalo yahaañ se chalen aur umr bhar ke li.e
Dushyant Kumar
17 likes
jaane kis kis ka khayal aaya hai is samundar men ubaal aaya hai ek bachcha tha hawa ka jhonka saaf paani ko khangaal aaya hai
Dushyant Kumar
35 likes
aap dastaane pahankar choo rahe hain aag ko aap ke bhi KHoon ka rang ho gaya hai saanvala
Dushyant Kumar
26 likes
dhoop ye athkheliyaan har roz karti hai ek chaaya seedhiyaan chadhti utarti hai yah diya chauraaste ka ot men le lo aaj aandhi gaav se ho kar guzarti hai
Dushyant Kumar
18 likes
ye sach hai ki paavon ne bahut kasht uth aa.e par paanv kisi tarah raahon pe to aa.e
Dushyant Kumar
28 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Dushyant Kumar.
Similar Moods
More moods that pair well with Dushyant Kumar's sher.







