KHaamushi se hui fugaan se hui ibtida ranj ki kahaan se hui
Related Sher
tumse mil kar itni to ummeed hui hai is duniya men vaqt bitaya ja saka hai
Manoj Azhar
80 likes
sochta hooñ ki uski aakhiri call aakhiri hi hui to kya hogaa
Fahmi Badayuni
82 likes
ye kahaan ki reet hai jaage koi soye koi raat sab ki hai to sab ko neend aani chahiye
Madan Mohan Danish
73 likes
haseen ladkiyaan khushbooen chaandni raatein aur inke baad bhi aisi sadri hui duniya
Ameer Imam
58 likes
to dekh lena hamaare bacchon ke baal jal dii safed honge hamaari chho dii hui udaasi se saath naslein udaas hongi
Danish Naqvi
57 likes
More from Ada Jafarey
kaanta sa jo chubha tha vo lau de gaya hai kya ghulta hua lahu men ye khurshid sa hai kya
Ada Jafarey
22 likes
warna insaan mar gaya hota koi be-naam justuju hai abhii
Ada Jafarey
18 likes
koi taair idhar nahin aata kaisi taqseer is makaan se hui
Ada Jafarey
21 likes
jis ki jaanib ada nazar na uthi haal us ka bhi mere haal sa tha
Ada Jafarey
22 likes
ek aaina roo-b-roo hai abhius ki khushboo se guftugoo hai abhii
Ada Jafarey
25 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Ada Jafarey.
Similar Moods
More moods that pair well with Ada Jafarey's sher.







