khaar chubh kar jo tutta hai kabhi aabla phuut phuut rota hai
Related Sher
daulat shuhrat biwi bacche achha ghar aur achchhe dost kuchh to hai jo in ke baad bhi haasil karna baaki hai kabhi-kabhi to dil karta hai chalti rail se kood padhoon phir kahtaa hoon...paagal ab to thoda rastaa baaki hai
Zia Mazkoor
91 likes
dil ke darwaaze bhed kar dekho zakham saare udhed kar dekho band kamre men aaiine se kabhi tum meraa zikr chhed kar dekho
Sandeep Thakur
85 likes
dushmani jam kar karo lekin ye gunjaish rahe jab kabhi ham dost ho jaayen to sharminda na hon
Bashir Badr
81 likes
ab ha men dekh ke lagta to nahin hai lekin ham kabhi uske pasandeeda hua karte the
Jawwad Sheikh
81 likes
lo aaj hamne tod diya rishta-e-ummeed lo ab kabhi gilaa na karenge kisi se ham
Sahir Ludhianvi
49 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Goya Faqir Mohammad.
Similar Moods
More moods that pair well with Goya Faqir Mohammad's sher.







