khud-bakhud raah liye jaati hai us ki janib ab kahan tak hai rasai mujhe maalum nahin
Related Sher
tumhein ik mashwara doon saadgi se kah do dil ki baat bahut taiyaariyaan karne men gaadi chhoot jaati hai
Zubair Ali Tabish
120 likes
ye shahar-e-ajnabi men ab kise ja kar bataayen ham kahaan ke rahne waale hain kahaan ki yaad aati hai
Ashu Mishra
117 likes
waqif kahaan zamaana hamaari udaan se vo aur the jo haar ga.e aasmaan se
Faheem Jogapuri
85 likes
vo dulhan ban ke ruksat ho gaii hai kahaan tak car ka peecha karoge
Zubair Ali Tabish
117 likes
agar tum ho to ghabraane ki koi baat thodii hai zara si boonda-baan dii hai bahut barsaat thodii hai ye raah-e-ishq hai is men qadam aise hi uthte hain mohabbat sochne waalon ke bas ki baat thodii hai
Abrar Kashif
221 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Mohammad Aazam.
Similar Moods
More moods that pair well with Mohammad Aazam's sher.







